It's Love That I Need It's Only Love That I Need 2
Kabhi Phool Denaa, Manaane Ke Lene Kabhi Door Rahanaa, Sataane Ke Liye Aur Kabhi Kabhi Khaamosh Baithe, Baanhon Ke Sahaare Sooraj Bujhaa Na, Saagar Kinaare Phir Raaton Ko Chaand Ugaana. Vaise Pyaar Ke Naam Pe To Yaaro Sab Hua Hai Ab Ye Pyaar Bhi Ho Jaaye Bas, Itni Duaa Hai
Kabhi Raahon Mein Phirte Rehnaa Binaa Kahe Bas Yun Sunte Rehnaa Kaanon Mein Uski Saanson Se Jalte Hue Pighalte Rahnaa -2 It's Only, It's Only Love -2 Bo: O., Oh Yeah s: It's Only, It's Only Love -2 Bo: It's Only Love It's Only, It's Only Love -2
Janmon Ke Vaade, Har Baat Pe Kasam Kabhi Jaan Kehnaa, Kabhi Kehnaa Sanam Aur Sau Sau Baar Ye Kehnaa Hamein Pyaar Hai Tumhi Se Le Aayeinge Ham Taare Zamin Pe Jo Kahoge To Jaan Bhi Deinge
Vaise Pyaar Ke Naam Pe To Yaaro Sab Huaa Hai Ab Ye Pyaar Bhi Ho Jaaye Bas, Itni Duaa Hai
In Lamhon Ko Rokne Ki, Woh Naakaam Koshishein Karnaa Jo Guzrein Hain Saath Unko, Phir Yaadein Banaa Ke Rakhnaa -4 Hold On To -2 And For Ever Make It Stay Bo: It's Only Love I Want To Hold On To And For Ever Make It Stay